Saturday, August 29, 2009

Gham-e-zindagi tera shukriya


Gham-e-zindagi tera shukriya – teray faiz he sey ye haal haiWahi subh o shaam ki uljhanein wahi raat din ka wabal haiNa chaman mein boo-e-saman rahi naa he rung lala o gul rahaTu kafa kafa sa hai waqayee ke ye sirf mera khayal haiEsay kaisey ziist kahey koi ghahey aah-dil ghahey chashm-e-numWahi raat din ki museebatein wahi mah hai wahi saal haiMein ghumon sey houn jo yun mutmaeen tu bura na maniye tu mein kahonTeray husn ka nahi faiz kuch meri aashqee ka kamal haiHai ye aagh kaisee laghee hovi meray dil ko aaj hova hai kiyaJo hai ghum tu hai ghum-e-aarzo aghar hai tu fikr-e visaal haiKoi kaash mujh ko bata sakey reh o rasm ishq ki uljhaneinWo kahey tu baat patay ki hai mein kahon tu khaam khayal haiYe bata ke kiya hai tujhay hova paye ishq sarwar ghumzdaaNa wo mastiyan na wo shokhiyan na wo haal hai na wo qaal hai
****~~~~****~~~~****

No comments:

Post a Comment